Kahaan Chale Gaye Ho Ram Lyrics – Batwara 1947
Kahaan Chale Gaye Ho Ram Lyrics from Batwara 1947 (2026). Kahaan Chale Gaye Ho Ram is a deeply emotional Hindi song sung by Anuradha Paudwal and Shaan. Music composed by A. R. Rahman with lyrics written by Javed Akhtar. The music video features Shabana Azmi, Preity G. Zinta, and Sunny Deol.
Kahaan Chale Gaye Ho Ram Song Lyrics – Batwara 1947
Jag soona hai
Man soona hai
Neer nain se barse
Ram gaye banvaas mahal mein
Maa Kaushalya tarse
Maa Kaushalya tarse, tarse
Meri mamta tumhein pukaare
Kahaan chale gaye ho Ram
Tum hi ho man ke sahaare
Kahaan chale gaye ho Ram
Tum hi ko chaahe mere nayan
Tumko hi maange ye jeevan
Tum hi ko chaahe mere nayan
Meri mamta tumhein pukaare
Kahaan chale gaye ho Ram
Tum hi ho man ke sahaare
Kahaan chale gaye ho Ram
Ho ho ho..
Ho ho ho ho
Maa Kaushalya ko jo Ram ji ne diya
Keval itna hi sandesh tha
Woh mera dharm hai
Woh mera karm hai
Jo Pitashri ka aadesh tha
Tu niraash na ho, tu hataash na ho
Main kabhi door tujhse nahin
Man ki aankhon se jo dekhoge usko to
Paaoge Ram ko har kahin
Paaoge Ram ko har kahin
Meri mamta tumhein pukaare
Kahaan chale gaye ho Ram
Tum hi ho man ke sahaare
Kahaan chale gaye ho Ram
Kahaan chale gaye ho Ram
Also read: Friend Friend Song Lyrics
Kahaan Chale Gaye Ho Ram Lyrics in Hindi
जग सुना है
मन सूना है
नीर नैन से बरसे
राम गए बनवास महल में
माँ कौशल्या तरसे
माँ कौशल्या तरसे, तरसे
मेरी ममता तुम्हें पुकारे
कहां चले गए हो राम
तुम ही हो मन के सहारे
कहां चले गए हो राम
तुम ही को चाहे मेरे नयन
तुमको ही मांगे ये जीवन
तुम ही को चाहे मेरे नयन
मेरी ममता तुम्हें पुकारे
कहां चले गए हो राम
तुम ही हो मन के सहारे
कहां चले गए हो राम
हो हो हो..
हो हो हो हो
मां कौशल्या को जो राम जी ने दिया
केवल इतना ही संदेश था
वो मेरा धर्म है
वो मेरा कर्म है
जो पिताश्री का आदेश था
तू निराश ना हो तू हताश ना हो
मैं कभी दूर तुझसे नहीं
मन की आंखों से जो देखोगे उसको तो
पाओगे राम को हर कहीं
पाओगे राम को हर कहीं
मेरी ममता तुम्हें पुकारे
कहां चले गए हो राम
तुम ही हो मन के सहारे
कहां चले गए हो राम
कहां चले गए हो राम
Don’t miss to read: Yeh Awarapan Lyrics by Arijit Singh
| “Kahaan Chale Gaye Ho Ram” Song Credits | |
|---|---|
| Song Title | Kahaan Chale Gaye Ho Ram |
| Movie | Batwara 1947 (2026) |
| Singers | Anuradha Paudwal and Shaan |
| Music Composer | A. R. Rahman |
| Lyrics | Javed Akhtar |
| Featuring | Shabana Azmi, Preity G. Zinta, and Sunny Deol |
| Language | Hindi |
| Genre | Bollywood, Emotional |
| Director | Rajkumar Santoshi |
| Music Label | Zee Music Company |
| Release Date | July 22, 2026 |






