Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics from Pati Patni Aur Woh Do (2026). Pyar Mein Kyun Hota Hai is a romantic Bollywood song sung by the legendary singer Udit Narayan. The music is composed by Himesh Reshammiya while lyrics penned by renowned lyricist Sameer. Featuring Sara Ali Khan and Ayushmann Khurrana, the official music video is directed by Mudassar Aziz.

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics – Udit Narayan

La-la-la-la-la
La-la-la la-la
La-la-la-la-la-la

Kyun kisi ko
Wafa ke badle
Wafa nahi milti

Kyun kisi ko
Dua ke badle
Dua nahi milti

Kyun kisi ko
Khushi ke badle
Khushi nahi milti

Yeh pyar mein
Kyun hota hai
Yeh pyar mein
Kyun hota hai

Kyun kisi ko
Wafa ke badle
Wafa nahi milti

Ishq ki kitna rulaya
Saari duniya bhulaya
Be-karaari badhaaye
Chain ik pal na aaye

Log ishq mein
Kya se kya huye
Mil gaye kabhi
Phir juda huye

Bas fiza mili
Is bahaar mein
Umra kat rahi
Intezaar mein

Kyun kisi ko
Wafa ke badle
Wafa nahi milti

Also read: Roop Di Rani Lyrics by Guru Randhawa

Pyar Mein Kyun Hota Hai Lyrics in Hindi

ला-ला-ला-ला-ला
ला-ला-ला ला-ला
ला-ला-ला-ला-ला-ला

क्यों किसी को
वफ़ा के बदले
वफ़ा नहीं मिलती

क्यों किसी को
दुआ के बदले
दुआ नहीं मिलती

क्यों किसी को
खुशी के बदले
खुशी नहीं मिलती

ये प्यार में
क्यों होता है
ये प्यार में
क्यों होता है

क्यों किसी को
वफ़ा के बदले
वफ़ा नहीं मिलती

इश्क ने कितना रुलाया
सारी दुनिया भुलाया
बे-क़रारी बढ़ाए
चैन इक पल ना आए

लोग इश्क में
क्या से क्या हुए
मिल गए कभी
फिर जुदा हुए

बस फिज़ा मिली
इस बहार में
उम्र कट रही
इंतज़ार में

क्यों किसी को
वफ़ा के बदले
वफ़ा नहीं मिलती

Don’t miss to read: Humne Wahin Lagaya Dil Lyrics by Badshah

Detail Information
Song Title Pyar Mein Kyun Hota Hai
Movie Name Pati Patni Aur Woh Do (2026)
Singer Udit Narayan
Lyrics By Sameer
Music By Himesh Reshammiya
Language Hindi
Genre Bollywood, Romantic Song
Featuring Ayushmann Khurrana, Sara Ali Khan
Music Label T-Series
Release Date May 14, 2026

You may also like...